Inmein se Shaitaan kis ke Kaan me Peshaab kar deta hai?

Sahih Jawab hai: option C. Jiski Fazar Choot Jaye.
۞ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool ﷺ ne farmaya:
“Nabi-e-Akram (ﷺ) ke Samne EK Shakhs ka Zikr Aaya ki Woh Subha tak Sotaa Pada raha aur Farz (Fajr) Namaz ke Liye bhi Nahi Uthaa, Ye Sunkar Aap (ﷺ) ne farmaya ki Shaitaan ne uske Kaan me Peshaab kar diya hai.”
:: Sahih Al Bukhari : 1144