79 9 Zil Hajj ke Fazr se 13 Zil Hajj ki Asr tak ke arse ko kya hai? Ayyam e Zil Hijjah Ayyam e Beez Ayyam e Tashreeq MORE
80 Qayamat ke din sabse pahle jo muamla hazir kiya jayega wo kin ka hoga? Shohar aur Biwi Baap aur Bete Padosi MORE
81 Inmein se wo kaun hai jisko Aadhi raat ibadat karne ka Sawab milta hai? Raat ko 10 aayat padh kar sone wala Miskeen ki madad karne wala Raat ko Wuzu karke Sone wala MORE
82 Inmein se kaunse Azkar ko Kalma e Shukr kaha gaya hai? SubhanAllah Alhamdulillah Huwallahu Ahad MORE
83 Inmein se Shaitaan kis ke Kaan me Peshaab kar deta hai? Jo Salam ka Jawab na de Jo Sadqa na de Jiski Fazar Choot Jaye MORE
84 Ahle Jannat Ki Jannat Mein 120 Safein Hogi Unmein se Ummat e Mohammad (ﷺ) ki Kitni Safein Hogi? 50 Safein 40 Safein 100 Safein MORE
85 Har Ummat ki Aazmaish kisi Na Kisi Cheez Mein Hain, Ummat e Mohammadiya (ﷺ) ki Aazmaish kis Cheez me hai? Bimari Maal Ilm MORE
86 Wo Kaunsi Khatoon Hain Jisko Allah Taala Ne Salaam Bheja Hain? Hazrat Khadija (R.A) Hazrat Ayesha (R.A) Hazrat Sumaiyya (R.A) MORE
87 (Main Toh Apni Pareshaniyon aur Ranj ki Fariyaad Allah hi se kar raha hoon) Ye Alfaaz kis Nabi ne Apne Beton se Kaha tha? Hazrat Ibrahim (A.S) Hazrat Ishaq (A.S) Hazrat Yaqoob (A.S) MORE
88 Insan ke Jism me Wo Kaunsi Cheez hai Jiske Accha Rehne par Saara Jism Accha Rehta hai aur Jiske Kharab hone par saara Jism Kharab hojata hai? Zuban Dil Dimag MORE