124 Wo Kaunsi Do Namazein Hain Jo Munafiqo Par Zyada Bhaari Hain? Fajr aur Zohar Fajr aur Asr Fajr aur Maghrib MORE
126 Wo Kaunse Log hai Jin ke liye RasoolAllah (ﷺ) 3 Martaba Bakhshish ki Dua karte the? Pehli Saf Walo ke Liye Nafil Roze Rakhne walo ke liye Juma ke Din Masjid jaldi aane walo ke liye MORE
125 Wo Kaunsi Neki Hain jo Insan ko Behayai aur Burai se Rokti hain? Sila Rehmi Namaz Aada Karna Khairaat Karna MORE
127 Kaunse shakhs ke liye irshad farmaya gaya hai ke wo Allah Subhanahu se bahut door hain? Na shukri karne wale Bahut ziyada behas karne wale Jiska Dil Sakht ho MORE
128 Jab Azan suno aur ye alfaz aaye “Hayya Al-As-Salah” to in me se kya kehna chahiye? Allah hu Akbar La ilaha illAllah Alhumdullilah Lakal Hamd MORE
129 Jo shakhs Raat ko Tahajjud padhne ke liye bedaar nahi hosake to wo kaunsa amal kare? Kasrat se Allah ka Zikr kare Din mein 12 rakat sunnat padhe Witr ke baad 2 rakat adda kare MORE
133 Wo kya hain jo kuch log ussey durust karenge jaise teer ko durust kiya jata hain kuyke wo iski jaza duniya mein hi chahenge? Namaz Zikr Aamal MORE
134 in me se Kiske Zariye Allah Subhanahu kisi Qaum ko Bulandi ata ya Zillat deta hain? Namaz Roza Quraan MORE
130 Allah Subhanahu Qayamat ke din Inme se kis Ka chehra dozakh se Mehfuz rakhega? Jiski Zuban se dusra Muslman Mehfuz rahe Muslman ko kafan dene wale Musalman ki Izzat ki hifazat karnewala MORE
131 Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain? Nafeel Namazo ki Qasrat Sadqa dena Jhagadne walo mein sulah kara dena MORE