5/5
101
Quran-e-Kareem me wo Kaunsi Surah hain Jismein Ek hi Aayat-e-Kareema 31 Times (Baar) Aayi hain?
A
Surat Ul Waqia
B
Surah Rahman
C
Surat Un Naba
D
Surat Ul Qamar
Related Quizzes
137
128
Jab Azan suno aur ye alfaz aaye “Hayya Al-As-Salah” to in me se kya kehna chahiye?
- Allah hu Akbar
- La ilaha illAllah
- Alhumdullilah Lakal Hamd
95
Wo Kaunsa Amal hain jiske Karne se Insan ko Allah Taala 100 Saal ke Barabar Jahannum se Door kar dega?
- Walidain ki Khidmat Karna
- Yateem Ki Kifalat Karna
- Allah ki Raah me Roza Rakhna
121
Qayamat ke Din Ganje Sanp ka Tauq kis Shakh ko Pehnaya Jayega ?
- Jo Zameen Par Qabza Kare
- Jo Zakat ada Na Kare
- Jo Qarz Pura ada na kare
127
Kaunse shakhs ke liye irshad farmaya gaya hai ke wo Allah Subhanahu se bahut door hain?
- Na shukri karne wale
- Bahut ziyada behas karne wale
- Jiska Dil Sakht ho
92
Duniya me Jitne Anbiya (As) Aaye Tauheed ki Dawat Dene ke liye Unme se Kis Nabi ki Qaum par Azaab Aakar wapis chala gaya?
- Qaum-e-Younus (As)
- Qaum-e-Ibarahim (As)
- Qaum-e-Looth (As)
63
64
96
Quran-e-Kareem ki Sab se Badi Aayat Kis Surah mein hain?
- Surah Aal Imran
- Surah Nisaa
- Surah Younus
132
Kounsa azkar kehne se ye farmaya gaya hain ke bande ko jo diya gaya hain wo us cheez se Afzal hai jo usne liya hain?
- SubhanAllah
- Hada min Fadli Rabbi
- Alhamdulillah
136
Quran mein kis Cheez ki Misal dekar farmaya gaya ki Allah ke Siwa Jise bhi Pukara Jata hai wo KIS CHEEZ KE MALIK nahi hai?
- Makkhi
- Khajoor ki Ghutli ke Chilke
- Zarraat
90
Allah ki Raah se Rokne Wale ko Quran me kya kaha Gaya hai?
- Nafarmaan
- Gunehgaar
- Qayamat ke din ka Munqeer
103
Qayamat ke Din Momin ka Meezan (Tarazu ) me Sab se Wazandar Amal Kaunsa Hoga?
- Doosro ki Zaroorat Poori Karna
- Namaz-e Tahajjud
- Allah ke liye Ek Doosre se Mohabbat Karna
82
Inmein se kaunse Azkar ko Kalma e Shukr kaha gaya hai?
- SubhanAllah
- Alhamdulillah
- Huwallahu Ahad
62
Wo kounsi Surah hai jo Musalmano ko Dajjal ke Fitne se bachane ke liye kaafi hai?
- Surah Baqrah [2]
- Surah Kahf [18]
- Surah Yaseen [36]
80
Qayamat ke din sabse pahle jo muamla hazir kiya jayega wo kin ka hoga?
- Shohar aur Biwi
- Baap aur Bete
- Padosi
131
Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain?
- Nafeel Namazo ki Qasrat
- Sadqa dena
- Jhagadne walo mein sulah kara dena
100
Kaunsi Cheez Jannat me Jaane ki Zyada Wajah Banegi?
- Raaste se Takleef deh cheez hatana
- Nafil Roze Rakhna
- Aulad ki Tarbiyat Karna
124
Wo Kaunsi Do Namazein Hain Jo Munafiqo Par Zyada Bhaari Hain?
- Fajr aur Zohar
- Fajr aur Asr
- Fajr aur Maghrib
99
Wo Kaunsi Cheez hain Jo Aadmi ko Qabr mein aur Oont (Camel) ko Handi mein Utar deti hain?
- Zinaa
- Takabbur
- Sharabnoshi
126
Wo Kaunse Log hai Jin ke liye RasoolAllah (ﷺ) 3 Martaba Bakhshish ki Dua karte the?
- Pehli Saf Walo ke Liye
- Nafil Roze Rakhne walo ke liye
- Juma ke Din Masjid jaldi aane walo ke liye
86
Wo Kaunsi Khatoon Hain Jisko Allah Taala Ne Salaam Bheja Hain?
- Hazrat Khadija (R.A)
- Hazrat Ayesha (R.A)
- Hazrat Sumaiyya (R.A)
133
Wo kya hain jo kuch log ussey durust karenge jaise teer ko durust kiya jata hain kuyke wo iski jaza duniya mein hi chahenge?
- Namaz
- Zikr
- Aamal
101
Quran-e-Kareem me wo Kaunsi Surah hain Jismein Ek hi Aayat-e-Kareema 31 Times (Baar) Aayi hain?
- Surat Ul Waqia
- Surah Rahman
- Surat Un Naba
65
89
Wo Kounsa Amal hai jo Halal tou hai lekin Allah Ta’ala ko sakht Napasand hai?
- Sagayi
- Talaq
- Walima
138
Wo Kounsa Amal hain jisko Dajjal se bhi Zyada Khatarnaak kaha gaya hain?
- Maal hote huye bhi Zakat Na Dena
- Amanat mein Khayanat Karna
- Kisi ka Aib Zahir karna
125
Wo Kaunsi Neki Hain jo Insan ko Behayai aur Burai se Rokti hain?
- Sila Rehmi
- Namaz Aada Karna
- Khairaat Karna
83
Inmein se Shaitaan kis ke Kaan me Peshaab kar deta hai?
- Jo Salam ka Jawab na de
- Jo Sadqa na de
- Jiski Fazar Choot Jaye
121
Allah ne RasoolAllah (ﷺ) se Shab-e-Qadr ke Maloom hone ka Ilm kis Wajah se Utha liya?
- Take Log Shabe Qadr Ko Talash Kare
- 2 Musalmano ke Aapasi Jhagde ki Wajah Se
- RasoolAllah (ﷺ) Khud Bhul Gaye